Monday 7 April 2014

History Of Mehndi HD Mehndi Designs Beautiful Eid Collection For Girls Best Mehndi Designs

History Of Mehndi Biography

Source(Google.com.pk)
Mehndi is well known as a philanthropist, funding beautification projects in Delhi and aiding earthquake victims.

As a Sikh, born and raised in Patna, he began singing at age 6 and was taught the ragas and Shabads from the Guru Granth Sahib by his parents.At age fourteen he spent three years refining his voice and learning the tabla, dholak/dhool, harmonium and tanpura from Late Ustad Raahat Ali Khan Saheb of Gorakhpur.

Mehndi then moved to San Francisco, United States and worked as a cab driver before returning to India in 1991 and forming a band.Initially he sang Afghan songs, and ghazals inspired by the poets Qateel Shifai and Firaq Gorakhpuri.

In 1992 Mehndi in a car accident, injured a jaywalking man whom he then took to the hospital. Mehndi was sued as a result of the mishap.

Mehndi eventually switched from classical music to pop, and in 1995 his first album Bolo Ta Ra Ra, with tunes based on those given to him by his mother,sold half a million copies in four months and 20 million copies total,making him the best selling non-soundtrack album in Indian music history. He received the Award for Voice of Asia International Ethnic and Pop Music Contest in 1994.He earned Channel V's Best Male Pop Singer Award, which he received in 1996 for Dar Di Rab Rab and in 1997 for Ho Jayegi Bale Bale. He has appeared in the films Mrityudata and Arjun Pundit.His success helped him negotiate a record-breaking deal with his record company Magnasound for 20.5 million rupees.He has also been a guest star on the new Indian version of Sesame Street known as Galli Galli Sim
Popular Search Terms:   daler mehndi family, daler mehndi family members, daler mehandi, daler mehndi family history, daler mehndi biography, daler mehandi family, daler mehndi, daler mehndi family background, daler mehndi family photos, family of daler mehndi, daler mehndi history, history of daler mehndi, biography of daler mehndi, daler mehendi family, daler.mehndiDaler Mehndi (Punjabi: ਦਲੇਰ ਮਹਿੰਦੀ, dalēr mahindī) is a bhangra/pop singer from India. Mehndi was a student of traditional Punjabi music and his first album broke sales records in India. Since 1995 he has recorded several highly successful albums in India, and also sung in several Bollywood movies. His international popularity has grown in recent years allowing him to tour the United States. Mehndi is well known as a philanthropist, funding beautification projects in Delhi and aiding earthquake victims. Early life and discovery As a Sikh, born and raised in Patna, he began singing at age 6 and was taught the ragas and Shabads from the Guru Granth Sahib by his parents. At age fourteen he spent three years refining his voice and learning the tabla, dholak/dhool, harmonium and tanpura from Late Ustad Raahat Ali Khan Saheb of Gorakhpur Mehndi then moved to San Francisco, United States and worked as a cab driver before returning to India in 1991 and forming a band. Initially he sang ghazals inspired by the poets Qateel Shifai and Firaq Gorakhpuri. In 1992 he was in a car accident that injured a jaywalking man who Mehndi then took to the hospital. Mehndi was sued as a result of the mishap. 1995-present: Popularity Mehndi eventually switched from classical music to pop, and in 1995 his first album Bolo Ta Ra Ra, with tunes based on those given to him by his mother, sold half a million copies in four months and 20 million copies total,  making him the best selling non-soundtrack album in Indian music history. He received the Award for Voice of Asia International Ethnic and Pop Music Contest in 1994. He earned Channel V's Best Male Pop Singer Award, which he received in 1996 for Dar Di Rab Rab and in 1997 for Ho Jayegi Bale Bale. He has appeared in the films Mrityudata and Arjun Pundit.  His success helped him negotiate a record-breaking deal with his record company Magnasound for 20.5 million rupees. He has also been a guest star on the new Indian version of Sesame Street known as Galli Galli Sim Sim. His album song "Tunak Tunak Tun" is an Internet phenomenon. This cult following was spurred by the music video for Mehndi's song "Tunak Tunak Tun", often referred to simply as "Tunak", which gained its popularity due to Daler Mehndi's wild dancing and has led to many homages and parodies. Mehndi originally conceived of the music video, in which he dances with "clones" of himself, in response to media statements that he was popular only because of the models in his videos. Tunak Tunak Tun was the first music video to make use of bluescreen technology in India. Controversies Mehndi was accused of being a member of a scam bringing illegal immigrants to Canada by disguising them as musicians, a charge he denies. He was in hiding for a month before he surrendered to police in Patiala and charged with 31 counts of immigration law violations. Punjab police director-general, A. A. Siddiqui, later stated Mehndi was innocent and insinuated that the confusion arose because Daler and his brother, who was the original target of the scandal, looked alike.  Mehndi has also commented on the legal troubles of his brother Mika Singh and performer Rakhi Sawant, saying that "party kissing" is an undesirable addition to Indian culture. An Indian Islamic group called Raza Academy took Mehndi to court over some of the lyrics and the video of his album Nabi Buba Nabi to be offensive. Several of the words were changed, removing references to "prophet". Artistry Daler Mehndi specializes in a type of Hindi-Pop that he infuses with Rababi singing, a Sikh musical tradition. The sound is similar to that of Techno, dance, and house music, with the folk sounds of an Indian tabla being played in the background. His popularity and the concurrent revival of Bhangra music is thought to be driven by the ease of dancing to it and a national pride in the Indian people. Philanthropy and other activities Mehndi has established the Daler Mehndi Green Drive to help make a cleaner environment in Delhi. He has also donated 85 million rupees to the green drive, 12 million rupees to Cargyle charities, and built 16 houses in Gujarat after an earthquake there. He also did a concert series in Pakistan to raise funds for the quake victims. He has also helped rehabilitate victims of the Orissa cyclone and street children in Kenya. He is a fan of automobiles, owning a Prado because of the protection it gives against the road rage and "poor discipline on the part of the majority of road users" on Delhi's streets, but hopes to purchase a Hummer "like Jackie Shroff" at some point. American Pop Culture Blizzard Entertainment imitated Daler Mehndi's dance in the music video for "Tunak Tunak Tun" as the template for the dance of characters of the Draenei race in World of Warcraft which has further expanded his internet presen
Home Biography
Mehdi Hassan

Biography in Urdu and Hindi

Mehdi Hassan: Whenever, the history of Pakistani Music will write, it will be considered incomplete without the legend Mr. Mehndi Hassan. His story consists about half century. As he had magical voice he made a bright view of Pakistan in the world of music and himself he earned a lifetime popularity which is unforgotten. There will not be an individual who found of music and was not enjoy the music of this legend. Like malika e taranum Noor Jehan, he also owned a special place in Pakistan film industry and Gazal. He also owned an award of shahenshah-e-ghazal for his melodies Ghazal. For the fun of music his dedication will never forget.
When he sing, “Sur”, “Tal”, also stands in the work of honor to him. In nation song, he put the deep magic of emotions so that the listener get emotional. The great singer of Pakistani voice Mr. Khan’s classic, Ghazal, filmi and national songs ever win the blessing from the core of his listeners. Pakistani music industry will never attend his replesment.
The history of Pakistani music and world music as well will never forget his singing. May God bless his soul in rest.
Mehdi Hassan

Biography:

Mehdi Hassan 18 July 1927 ko Rajasthan ke aik gaun Luna mein Paida huain in k walid ka naam ustad Azeem Khan or Dada ka naam ustad Imam Khan tha,paidaish k bad un ka naam Ismail rukha gaya tha lekin wo aksar beemar rhte then lihaza Muharam ul Haram k doran Un ki walida ne un ka naam Mehdi Hassan rkha is trha wo Ismail se Mehdi Hassan bn gain!Mehdi Hassan k walid ne 2 Shadi ki thi Mehdi Hassan k 1 Bhai Pandit Ghulam Qadir or 1 behan umat ul Rasheed thin,hoosh sambhalne par inhn ne mosseki ki ibtadai taleem apne walid or chacha ustad Ismail khan se hassil ki un k chacha ne bachpan se hi inhe ontni ka doodh pila kr warzish se tarbiat ki,inhe kushtian lrne ka shoq tha isi liya rozana 600 bar dand behtak kia krte then ta k saans pakhta ho jai.

Qiam-e-Pakistan k bad Mehdi Hassan ka gharana Pakistan munatkil ho gaya or unhn ne Punjab k ilaqa checha watni mein rihaish ikhtiar ki yahan aa kar unhn ne apne fun k zariya logn ko mutasir krna chaha lekin chun k ya classical gharana tha is liya classici moseqi k qadar dan na hone k baiz un ki gaiki me dill chaspi nhi li gai js pr Mehdi Hassan k walid ne guzar oukat k liya lakri ka tall bna liya jb k Mehdi Hassan ne cycle muramat or un k panchar lgane ka kam shuru kr diya lekin sath sath wo riazat se ghafil nhi rhen phr bare bhai k sath Lahore k chakr lgana shuru kr diyan jahan mukhtalif mehfilon me classici gaiki ka muzhira kiya!un k bhai pandit ghulam qadir ko Radio Pakistan Karachi me batore composer mulazmat mill gai to unhn na bhi Karachi me rihaish ikhtaiar kr li!1951 me pehli bar Karachi me banne wali film shikar k liya gana record karaya lekin film nakaam hone ki waja se unhn koi response nhi mill ska js k bad wo Bhawalpur chale ain jaha eik (1) motor work shop me mechanic k tor par kam shuru kr diya kaha jata ha k unhen motor mechanic k kam ka is qadar tajurba tha k gari k injen ki awaz sun kr hi bta diya krte then k injen ktna chla hua hai, kuch arse bad un k eik (1) mehraban Sheikh Muhammad Yousuf unhen apni zameeno per Sargodha le gain,1955 tak unhn na Sargodha or khoshab mein banjar zamenno ko trectar se humwar kr k qabil e kasht banaya or sath sath moseki ki mushk bhi jari rkhi,1956 me wo Lahore radio se wabasta ho gain har maah wo teen (3) program kia krte then jn ka muafza 50 Rs fee program milla krta tha is trha unhn har maah 150 Rs ki amdani ho jaiya krti thi,Radio pr hi un ki mulakat Afsar Ali khan Meenai al maroof ladle mian se ho gai,ladle mian Mehdi Hassan ki salahyaton k matruf then lihaja wo in k shagird ban gain ladle mian ki khuaish pr hi Mehdi Hassan un k rihaish gah Ahata Beri Wala Kashmir road per muntaqil ho gain jaha se radio Pakistan ka fasla 7 minute ki musafat ka tha.

1957 mein Mehdi Hassan se film Susraal k liya mosikar Hassan Lateef ne 1 geet jis ne mere dill ko dard diya…….. gawaya js ka muafza unhe 500 Rs diya gaya phr film kedi,mein Malka Taranum Noor Jahan k sath ek diwane ne is dill ka kaha maan liya …. Record karaya 1956 me naamwar mosikar khuaja Khurseed Anwar ne unhe film Ghungat ka geet mujh koo awaz da to kaha hai… diya 1960 me wo Karachi shift hogain or Sindhi Hotel Liaqatabad k qareeb rihais ikhtiar kr li us dooran wo Radio Lahore, Radio Muzafarabad se bhi wbasta rahen or filmi play back singer k tor pr bhi masroof rahen!1960 me Riaz Shahid ki direction me banne wali film Farangi,me shamil ki gai Faiz Ahmed Faiz marhoom ki ghazal Galoon me rang bharen bade no bahar chale…ne Mehdi Hassan ko shohrat ki bulandiyun pr phoncha diya dilchasp bat ya hai k ya ghazal Mehdi Hassan ne baqaida film k liya record nahi karai thi bal ke isse radio se liya gaya tha film Farangi mein ya ghazal awami adakar Alaudin marhoom per filmai gai thi un ki awaz mein mojood sozo gadaz na maskoora ghazal ko maqbool e amm kr diya,wese bhi is ghazal k raag mein ek soor se dosre soor ki muhabat jhalak rahe hai 1962 me Mehdi Hassan ne Malka Taranum Noor Jahan or un k shohar Ijas Durani k sath London ka pehla sarkari saqafti doora kiya or waha apne fun ka muzahira kiya us k ilawa wo Tanzania,Kenia jaise mumalik mein bhi sarkari tor pr gain 1965 ki jang k dooran wo Karachi mein mukeem then jang shuru hote hi unhn ne fouji jawano ka moral buland krne or unhn khiraje tagseen peesh krne k liya mili trane or naghmaat record krain unki awaz me record shuda milli geet.

Apni jaan nazar krn apni wafa peesh krn Qoam k mard e mujahid the kia peesh krn bht maqbool hua tha dilshasp bat ya hai k ya geet srf 15 mnt me tyar kia gaya tha is k ilawa unhn ne mazeed milli geet bhi record kr wain then jn me khita e Lahore tere ja nisaron ko salam……. Or ya watan tmhara hai tm ho pasban is k….. aj bhi be had maqbool ha 65 ki jang me sakafti khidmat pr us wqt k sadar field marshal Ayub Khan ne unhe tamgh e imtiaz diya tha.

Mehdi Hassan is lihaz se bare khush kismet glukar then k shorat,dolat,izat or hama geer maqboliat ne hameesha un k qadam chume un ki awaz sozo qadaz or dill fareeb soch ne naghmat ko ek husn sehar angez ata kia yahe munfrd andaz or rachao ne dosre gulukaron se mumtaz bnata raha,bad me un k istail ko bharti gulukar jagjeet singh ne copy kr k bari shorat or maqboliat hasil ki.

1966 mein wo apni dosri bewi k sath Karachi se 17-D gulberg Lahore mein shift ho gain, bad azaan unhn ne 72-D or 92-D gulberg Lahore mein bhi rihaish rkhi 1976 mein unhn ne mustaqil tor pr apni rihaish 58 Tariiq block new garden mein rkhi jb k un ki pheli begum 262 Tariq block mein kafi arsa rehne k bad dobara Karachi chale gain,Mehdi Hassan k ghazal,geet or filmi naghmaat ki tadad pachis hazaar (25000) k qareeb ha wo December 1977 se may 1978 tk bharat mein muqeem rahen January 1978 mein Mombay ki ef sakafti taqreeb mein jb Mehdi Hassan ne Ahmed Faraz ki ghazal,ab k hum bichren to shyd kbhi khuabn me milen,….,paish ki to wahan mojood Legend bharti adakar Dilip Kumar ne unhe Shehnshah ghazal ka khitab diya tha,ussi mehfil me bharti mehman gulukar Lata mangeshkar bhi mojood thin,in ka kahna tha k Mehdi Hassan k gale mein bhagwan bolta ha!Mehdi Hassan jitna arsa mombay mein muqeem rahen Lata Mangaeshkar nange paon chal kar un k qadmon ko chuti rahen!ek fankara ka ya andaz e aqidat dosre fankar k liya bht bare aizaz ki bat hai!Mehdi Hassan ko gulukar Manadane ne ek khat tahreer kiya tha jis mein unhn ne lkha tha k Mehdi Hassan ka andaz e gaiki maroja rag k 5 thatton mein mojood nhi jo matrooka 10 that saabka hain shyd in mein kahin ho!in ko sun kr mujhe yun lgta hai k jaise mein ne sari zindagi ghass khodi hai!Mehdi Hassan ne is khat ko kbhi manzar e aam pe pesh nhi kiya!Mehdi Hassan ko Pakistan se Tamgha e Imtiaz Bharat se sehgal award or Nepal se sb se bara siwel award diya gaya tha!es k elawa un ko moqtalif filmi or ghair filmi edaron ki janib se inhain la tadad award diye gay.
kuch saal qabal un k ghutne mein takleef shuru hogai thi or wo chlne phrne mein dikat mahsoos kr rahen then 2000 mein ek sal k doran hi unki dono bewian yake bad degree intakal kr gain is sadme se un pr falij ka hamla ho gaya or wo Sheikh Zaid hospital Lahore mein zer e ilaj rahen is k bad shadeed khuahish k bawajood unhn ne guzishta 9 saalon k dooran kuch nhi gaya un ki umar 83 bars ki thi un k shagirdon mein Parweez Mehdi or Ghulam Abass khas tor pr numayan hain Mehdi Hassan ko Pakistan k bad sb se zaida pazeerai Bharat mein milli thi 1978 mein Atal Bihari Vajpayee jb Bharti wazeer e kharja then to unhn ne khususi tor pr Mehdi Hassan ko Bharat maddon kia tha wahan hone wali ek taqreeb mein kisi jotshi ne Mehdi Hassan ka hath dkh kr kaha tha k un ka hath guru nanak jaisa hai,Bharti Wazeer e Azam Mrs Indhra Gandhi,Mahrani Jaipur, adakar Dillip Kumar,Amitabh Bachan,Manoj Kumar wagairah ne bhi Mehdi Hassan ko mukhtralif moqon pr madhu kia 2000 mein jb un pr falij ka hamla hua to us wqt Mr Baj pai Bharat k wazeer e azam then unhn ne khas tor pr MEhdi Hassan ko Bharat bula kr apne kharch se un ka ilaj kraya tha.

Legend gulukar shahnsha e ghazal Mehdi Hassan hm mein nhi hain lekin un ki awaz ki bazgasht sadion tk sunne walon ko un ki mojoodgi ka ehsaas dilate rahe gi bila shuba wo fun e moseeki ka asasa then un ki wafat se sehat mand or mayaari moseeki ka ek bab bun ho chuka hai wo riwaiti nhi bul k new riwaitain qaim krne wale gulukar then or un ki qami arsa daraz tk mahsoos ki jai gi 84 saala Mehdi Hassan ki madahon ki muhabat ka andaza is amar se lgaya ja skta hai k Pak wa Hind ki Masajid or mandiron mein unki juld sehatyabi ki duain mangi gain mgr is duniya ki haar saans leti cheez ko fanah hona hai so khan sahib ki khaza drwaze pr dastak da chuki thi or duaon ka ya nazrana un ki magfirat ka saman banne wala tha so wo apne waqt pr Labaik khte hua daimi thikane ko chl dian..

PERSONAL LIFE:

Mehdi Hassan ne pheli shadi Checha Watni me apni family me ki un ki bewi ka naam Shakeela tha jn se un k 6 betain or 3 betiyan hain un me Asif Mehdi or Arif Mehdi ne shohrat haasil ki digar olad me se 4 betain America me or betiyan Karachi me hain dosri shadi unhn ne 1960 me ki thi.
Mehdi Hassan ki dosri bewi Mrs Suraiya Mehdi se 5 bache hain jn me 3 betein hain un beton mein Sajjad Hassan Mehdi or Waris Hassan Mehdi police officers hain.

Aeham Shaksiat ke Tasuraat: (Important Personalities views)

Lata Mangeshkar: bar e sagheer Pak wo Hind jahan urdu hindi bul k mashraqi moseeki suna or smjha jata hai waha Lata Mangeshkar ko ek mehaman gulukara tasleem kia jata hai!saaz o saaz ki is dewi ki fun ka rana azmaaton se faraz kisi tor mumkin nhi!geeton ki dewi Lata ka Mehdi Hassan k bare mein khana hai k Mehadi Hasan k galle mein bhagwan bolta hai!mein apni har subha ka aghaz Mehdi Hassan ki ghazal sun kr krti hn un jaisa ghazal gaik ko dosra nhi ha!

Pankaj Udhas: mein ne jb bhi ghazal gane ka socha sb se phele Mehdi Hassan ko samne rakha mein un k andaz se bht zaida mutasir hn bla shuba wo moseeki ki dunya mein mere ideal gulukar hain.

Sadhana Sargam: bila shuba Mehdi Hasaan jaise awaz bar e sagheer Pak wa Hind ka asasa hai mein un ki ghazal gaiki k andaz ko follow krne ki koshsh krti hn wo gulukaron mein meri pasandeeda tareen shaksiat hain.

Dilip Kumar: legend adakar dilip kumar ka khan tha k Mehdi Hasan shanh e ghazal hainun se behatar ghazal kbhi kisi ne nhi suni.

Moseekar Noushad: Moseekar E Azam Noushad ka kahna hai k Mehdi Hassan pr Allah ki khas inniat rhi agr cha is se qabal bhi beeshumar gulukar wa moseekar guzren hain mgr mjhe 200 saal peche se Mehdi Hassan jaisa gulukar wa moseekar dkhai nhi deta.

Bharat Ke Sabik Wazeer e Azam Atal Bihari Vajpayee: ne Mehdi Hassan se ek bar kaha tha k ap ne Pakistan mein rah kr waha ki bht khidmat kr li,ab wapis apne ghr ajain hum ap ko wo kch dain gai js ka ap tasawur bhi nhi kr skte is pr khan sahib ne kaha tha k jo pyar,muhabat,izzat,shorat mjhe Pakistan se milli hai wahr mera sarmaya hai ya mulk bari qurbaniyon k bad haasil kiya hai,mein bharat ata jata rahn ga jb bhi ap ne yd kiya haazir ho jaon ga.

Mehdi Hassan k qareebi sathi or shagird Afsar Ali khan Minai urf ladle mian btate hain k delhi mein ek joshi ki bari shorat thi dora Delhi k dooran hum us jotshi k pass chalen gain unhn ne khan sahib ka hath dkh kr bari heerani ka izahar kiya or kaha Mehdi Hassan sahib ap ka hath to maha guru baba guru nanak k hath se mushabhat rkhta hi or ya bari khushi ki bat hai agr ap gayak na hote or khuda ki trf dehan lgate to aj ap maha giyani bn jate or duniya ap k qadmoon me hoti.is dooran khan sahib pan thokne k liya bahr chale gain to mein ne jotshi se pocha koi or bat?to unhn ne btaya k Mehdi Hassan pr sun 2000 bht bhari prh skta hai un ki dono bewiyan or ya khd khuda k pass chale jain ga jotshi ne mjhe hidayat ki k ap unhe ya bat nhi btaiya ga itni dair me khan sahib wpis again jotshi ki ya bat is trha such sabit hui k sun 2000 mein unhn ne hajj kr liya or us trha un k khuda pass jane ki bat such sabit hui 25 april 2009 ko mein Karachi mein un ki ayadat k liya gaya to mjhe dkh kr rone lagen or kaha k mere mahte se mehrab mithta jar aha hai beemari k baiz mein sijda nhi kr skta Allah mjhe maaf kr dam era in ka 53 burs ka sath tha meri dua hai Allah pak inhe maaf kr da wo ghafoor o reaheem hai mjhe yaqeen hai k wo gunah garoon ko maaf kr deta ha

History Of Mehndi HD Mehndi Designs Beautiful Eid Collection For Girls Best Mehndi Designs

History Of Mehndi HD Mehndi Designs Beautiful Eid Collection For Girls Best Mehndi Designs

History Of Mehndi HD Mehndi Designs Beautiful Eid Collection For Girls Best Mehndi Designs

History Of Mehndi HD Mehndi Designs Beautiful Eid Collection For Girls Best Mehndi Designs

History Of Mehndi HD Mehndi Designs Beautiful Eid Collection For Girls Best Mehndi Designs

History Of Mehndi HD Mehndi Designs Beautiful Eid Collection For Girls Best Mehndi Designs

History Of Mehndi HD Mehndi Designs Beautiful Eid Collection For Girls Best Mehndi Designs

History Of Mehndi HD Mehndi Designs Beautiful Eid Collection For Girls Best Mehndi Designs

History Of Mehndi HD Mehndi Designs Beautiful Eid Collection For Girls Best Mehndi Designs

History Of Mehndi HD Mehndi Designs Beautiful Eid Collection For Girls Best Mehndi Designs

History Of Mehndi HD Mehndi Designs Beautiful Eid Collection For Girls Best Mehndi Designs

History Of Mehndi HD Mehndi Designs Beautiful Eid Collection For Girls Best Mehndi Designs

History Of Mehndi HD Mehndi Designs Beautiful Eid Collection For Girls Best Mehndi Designs

History Of Mehndi HD Mehndi Designs Beautiful Eid Collection For Girls Best Mehndi Designs

History Of Mehndi HD Mehndi Designs Beautiful Eid Collection For Girls Best Mehndi Designs

No comments:

Post a Comment